Bollywood - Mungda Lyrics






Main nashe mein ya mujhme nasha hai
Har taraf bas dhuaan hi dhuaan hai
Main nashe mein ya mujhme nasha hai
Har taraf bas dhuaan hi dhuaan hai

Hai deewane mere har jagah yaara
Aisi adayein meri, haan!

Ho... mungda, haan mungda
Main gud ki dali
Mangta hai toh aaja rasiya
Nahi toh main yeh chali
Ae mangta hai toh aaja rasiya
Nahi toh main yeh chali

Mungda, mungda, mungda
Main gud ki dali
Mangta hai toh
Mangta hai toh aaja rasiya
Nahi toh main yeh chali
Hey mangta hai toh aaja rasiya
Nahi toh main yeh chali

Lagde baby aan
Drown me crazy aan
I'm going lazy without you
Whatever the weather together forever
Cause you know I love you and that's true [x2]

Boy... Boy... Boy... yeah...

Ho le baiyaan thaam, gori gulaabi
Le baiyaan thaam, gori gulaabi
Daaru ki botal chhod
O rey anari sharaabi
Daaru ki botal chhod
O rey anari sharaabi
Ho sharaabi

Mungda, mungda, mungda
Main gud ki dali

Hey... Zara tera nasha main chakh loon
Aaya main teri gali
Zara tera nasha main chakh loon
Aaya main teri gali

Lagde baby, drown me crazy aan
I'm going lazy without you
Whatever the weather together foreever
Cause you know I love and that's true [x2]

Haan... mungda, mungda, aa han mungda
Main gud ki dali

Mangta hai toh
Hey! mangta hai toh aaja rasiya
Nahi toh main yeh chali, haye!
Mangta hai toh aaja rasiya
Nahi toh main yeh chali





Other Lyrics by Artist

Rand Lyrics

Last Posts

Bollywood Mungda Comments